Wednesday

diivaane ho ke ham

One of the most wonderfully sung.. and written romantic songs..of Sonu ! I cant explain enough in words.. ! His voice is just made for songs like this.. I think..

Album : Jaan
Singer: Sonu Nigam

diivaane ho ke ham milne lage sanam
jab se jude hain silsile
aankhon se rut kar niindhe chaliigaayii
na jaane kaise gul khile
na jaane kaise pyaar huaa
na jaane kaise ikaraar huaa
ke apnii baat ban gayii

dhadakataa hai dil tumhaare liye
eye husne jaan zaraa sochiye..
ye kyaa dillagii.. ye kyaa hai sitham..
aaye abhii abhii chal diye..
mitenge kaise yah faasale...

diivaane ho ke ham milne lage sanam
jab se jude hain silsile
aankhon se rut kar niindhe chaliigaayii
na jaane kaise gul khile

mukaddar meraa savar jaane do
dil jo kahe vo kar jaane do
merii baahon mein chale aao tum
had se mujhe guzar jaane do
ke aao lagaaloon tum ko gale

diivaane ho ke ham milne lage sanam
jab se jude hain silsile
aankhon se rut kar niindhe chaliigaayii
na jaane kaise gul khile
na jaane kaise pyaar huaa
na jaane kaise ikaraar huaa
ke apnii baat ban gayii...
he laa laa la la..

No comments:

Marketplace